Friday, March 19, 2010

Sabhi Ko sabhi kuchh hasil nahi hota,
Nadi ki har lahar ko sahil nahi milta,
Ye dilwaalon ki duniya hai,
Ajab hai dastan iski,
Kisi ka dil nahi milta,
To koi dil se nahi milta.

No comments:

Post a Comment